naya saal hai aj aya
apnay saath dher sari khushiyaan hai laya
aur bhi muskarahatain hai laya
bhuhut sari nayee umagain hai laya
bhuhut sari rosheene ki karnai hai laya
zindagee mein kayai aur khuwab aur josh hai laya
hum sub kay liya phir se geenay ka maksad laya
ayo suub mil kar rahay hum
ab kio ghagra aur larayi na karay hum
apnay geelay shekway bhool gaya hum
zindagi phir se jeya hum
kyun kay
naya saal hai aj aya
apna saath pyar.aman aur sakoon ka pegham hai laya
naya saal aj hai aya
Re: N@Y@ $@@L
Nice poem, Keep it up and dont forget to share:-)
Re: N@Y@ $@@L
thanks:)