asar is koo zara nahi hota ranj rahaat fiza nahi hota bewafa kahnay kee shakayat hai tu bhi wada wafa nahi hota tum humray kisee tarha na huway warna duniya mein kia nahi hota tum maray pass nahi hoo gooya jab kia dosara nahi hota kyun sunay garzmeztarab MOOMIN sanam akhir khuda nahi hota