[quote=“naive”]
Rona aa jata hay wedding day epr wlaiden jin kh zindagi k kayi saal guzare hon uneh yun chor ekr chalay jana aik aisi fmaily main jin k sath ap nay zyada arsa bhi na guzara ho apno ko chorne ka dukh paraya hone ka dukh aankhon main aansoo le aata hay fitarti hay yeh ![]()