Beena ko tah-e-khaak juay-sheer nazar aye,
Aalim ko kainaat ki tafseer nazar aye,
Ghaafil karay ghalti to dorhay hai mullah paas,
Woh shuks jissay bus zahiri tasweer nazar aye,
Kiya darya paar karna, kiya doob kay mar jaana,
Aashique ko hur soo jaana ki tehreer nazar aye,
Pata chalay jaahil ki us ki soch ka fuqdan,
Aaqil mujhay ghurbat main bhi ameer nazar aye,
Jis qaum ko baat sunnay ka naa ho saliqa,
Woh qaum mujhay soch ki faqeer nazar aye,
Maula Azam ko uqal day kay yeh jahan us ko,
Aik boond kay aagay kabhi haqeer nazar
Bohaat kHooooooooobbb mazzaa gaiyaa mukammal Kalaam hi bohaat Umda hai magar in ashaar ke keya kehne
Beena ko tah-e-khaak juay-sheer nazar aye,
Aalim ko kainaat ki tafseer nazar aye,
Ghaafil karay ghalti to dorhay hai mullah paas,
Woh shuks jissay bus zahiri tasweer nazar aye,
~ ~Do not ever make fun of other people’s dreams,
love deeply and with passion.
You may get hurt, but it is the only way to live your life to the full ~ ~