Muaazrat karta hoon lekin warna phir kuch log aisa hi kaam jaan boojh kar kartey hain aur jab unki thread move karein tou unhe acha nahi lagta. That’s not fair to them :nono:
Nahi judge saab, yeh hamey badnaam karney ki saazish hai!!!
Ranger chacha I would say go with the first smiley if you can read the name after resizing it, which I doubt. If the name is not as clear, then go with #3 without the name :k:
Taaaaa’oooo: Bohut hi ziyada uchaal rahay ho Nahi bhai, ab aisa bura waqt bhi nahi aaya - waisay bhi aap kay paas tou kaafi sari Nickers hain na badal ka aa jaoo…
L:hehe:Lz @ Baoo Bhai…
Thanks Shikky for the advice - mera bhi yehi khayal hey kay #3 behtar rahay ga… Yaar tum Gizzy Pai say meri sifarish karoo na pee-leez.