Re: my own smilie
Be Careful.
aaj kal Life 1 waalay idhar kaafi aa jaa rahay hain
Re: my own smilie
Be Careful.
aaj kal Life 1 waalay idhar kaafi aa jaa rahay hain
Re: my own smilie
nai
mujhey awein mazaq karnay ki aadat hai ![]()
array bhaaago
Re: my own smilie
mein AQ ko keh rahi thi CB aur tum ziada ooncha na bolo abhi aa jayein gi auntiyaan*scared*
Re: my own smilie
koi idhr mere maslay par bhi dhayan day ![]()
Re: my own smilie
aik tu har roz aik nayaa maslaaa lay kar aa jaatay hain log ![]()
Re: my own smilie
dont hate me cause I am beautiful ![]()
Re: my own smilie
tu jealous na hoon tu kia karein
hamay daikh kar tu Jin bhaag jaatey hain ![]()
Re: my own smilie
sachi CB
Re: my own smilie
tau dikhoa na
mai nay bachon ko darana hai
Re: my own smilie
mairaa mazaq tu na urRaao tum log
Re: my own smilie
main duniya jahan ke kaam kar aaie auur tum log abhi tak idher baithay flooding hi kar rahay ho ![]()
Re: my own smilie
^waqae ye log aakhri flooding kyon kartay hain????
Re: my own smilie
tau phir kis ka uraiin?
Re: my own smilie
wailay nikammay jo hooay :p
Re: my own smilie
sajal baji aap ka beta bohat cute hai:blush:
Re: my own smilie
tum nay ab dekha hai?
Re: my own smilie
mainay naya wala nahi dekha, may gallery mai tasveerain dekh rahi thi to waha dekha hai
Re: my own smilie
Thankyou for saying my purana wala beta is cute.
Re: my own smilie
![]()