My new signatures

Re: My new signatures

ab address to nahi pura pata mujhay…yaad nahi rehta is umr main…

per woh jo chawnk hay nan …us say thori agay jain to rafiq ki hetti hay nan bus wahan say “sejjay” mur jana …ghar jo hay woh nan basu ki “kiryane” ki dukaan k saath hay…neeli derwaza hay ouper laal phool benay hain :blush: