suno!tum khawab na daikho
ye ankhain baich khain gay
humay ankhon mai rakhlo tum
tumhaye rasta dikhain gay…
abhi say ja rahay ho kiyun?
abhi tu sham baqi hai!..
meri bheegi hui ankhon say kabhi pocho tu
kon sa dard hai jo in may basa baithi hon?..
***abhi tu mai nay apna namm likhna seekha hai ***
abhi say Maa mujhay kehti hai tu paraye hai…
tu meri her dua mai shamil hai
ye hai naseeb k qismat mai nahi…
by Rabia Rana(HAYA SHAH)