Re: My new kara
congratulations
Re: My new kara
kis khushi main?
Re: My new kara
PG khair mubarak..
JL..MUBARAK IS LYEE DEE HAI PG nay kai nayee cheeze jub koee layta hai tou mubarak daytay hain
Re: My new kara
kahan se liye? Beautiful..
Re: My new kara
pakisan say mangwaya(islamabad) per hai dubai ka..
Re: My new kara
it's really pretty. does it have diamonds in it?
Re: My new kara
Its beautiful
Re: My new kara
achawwww?
Main nain soocha special occasion hoo gi shaid es leye tou double mubarak de don ga… magar sabar naam ki kaheen koe cheez hai edhar? ![]()
Buhat acha hai, mubarak ho ap ko itna qeemati aur pyaara kara mila.
Hai Islamabad ka par polish Jackson Heights ki lagti hai. ![]()
Re: My new kara
Maaaaaan i’m always drooling over hte things at JH..so pretty ![]()
Re: My new kara
Hubby ko bolo jaib dheeli karain ![]()
Re: My new kara
isloo ka kara islooo ka kara nananaanna lalalalala
lol tc of it aisa na ho GS ka koi chor chori kar lai tauba tauba ![]()
Re: My new kara
Ohh very pretty!
Re: My new kara
beautiful...
Re: My new kara
thanks.. shub shuub bolo stylo...
Re: My new kara
Ab agar ap es ko apni khoobsurat kalaii main pehn kar eik picture laga dain tou aur hee khoobsurat lagey ga, kara. :D
Re: My new kara
mashallah.. mubarak ho..
haseen hai.. very royal and different than all JH stuff..
kia yaad aa gya.///
Re: My new kara
bohat piyaara hai....mashallah :-)