my name is

hello,

my name is zulekha aunty

kiya haal hai sub bachoon ka

hows my new avatar :@:

Re: my name is

Zulekha aunty , aap yahan kia kar rahi hain ??

main sub bachon pe nazar rakhoon gy ajj se :ASA:

Re: my name is

:salam:zulekha aunty apke avi main kon uncle hain:cb:

Re: my name is

magar aap key anek kahana hay , us k bagair tu aap ko kuch nazar he nahi aata :@:

Re: my name is

:rotfl: kam az kam dupatta to le letey .. kia billi k bachey ki tareh kammble mein chup ke bethey ho :stuck_out_tongue:

aur zulekha is olddd … aaj khal na naam rakho ..Maadran sa :smiley:

Re: my name is

aunty ko tang kerna band karo fbi:ASA:n u also champo:wub:

Re: my name is

Aunty tu lagta hay bhaag gain :@:

Re: my name is

aunty bhag gaye to kia hwa main hon na:hugz:

uncle nahy aunty hain :smilestar:

main ne na shabana ki tera lenses lagwa liyay hain :snooty:

main bhy to old ho gayee hoon, *cough cough
*kitni daffa rafeeq k abbey ko kaha hai syrup la de khansi ka :bummer:

han jee, tang nahy kerna mujh ko. mery tang kerne wali umer nikal chukky, jao kissi lerky tang kero ja ke :chai:

Re: my name is

Mashallah say Aunty aap kitnay soo saaal key Jawan hain :@:

bhagney ki umer mery abb nahy, abb nahy bhaga jata mujh se
*kamer pe hath rukh k baat karing

app bhy aunty ho kya :@:

so saal nahy beta jee abhy main only 42 ki hoi hoon :snooty:

Re: my name is

nhi aunty main aunty nhi hon kasam se champo se poch lein
asal main na aunty g na woh kia hwa na main aur na champo g na:wub:smjh jayien na

Re: my name is

aunty g mjhe ashirwat de k ahem ahem:blush:smjhien

Aunty aap 42 k aagay 0 lagana bhool gai hain kia , khair umer ka taqaza hay

Re: my name is

champo is not replying me:mad3:

I am , I am , app Gusay main b acchi lagti hain Maria G :wub:

Re: my name is

chal jhootey:naraz:

han beta hum khawateen juldi bhuddy ho jateen hain, ahem ahem