Atlast, the time has come to quit the forum…
I would like to thank each member of this forum not even for visiting my threads but also for the appreciation. It was really great to share my time with you all… May God bless you all..
Zinda rahain tu kya hai jo mar jaayain hum tu kya
Duniya mein khamoshi se guzar jaayain hum tu kya
Hasti hi apni kya hai zamaane ke saamnay
Ek khwaab hain jahaan mein bikhar jaayain hum tu kya
Ab kaun muntazir hai hamaare leye wahaan
Shaam aagaee hai laut ke ghar jaayain hum tu kya
Dil ki khalish tu saath raheygi tamaam umer
Dareyaa-e-gham ke paar uttar jaayain hum tu kya
Atlast, the time has come to quit the forum...
I would like to thank each member of this forum not even for visiting my threads but also for the appreciation. It was really great to share my time with you all... May God bless you all..
Zinda rahain tu kya hai jo mar jaayain hum tu kya
Duniya mein khamoshi se guzar jaayain hum tu kya
Hasti hi apni kya hai zamaane ke saamnay
Ek khwaab hain jahaan mein bikhar jaayain hum tu kya
Ab kaun muntazir hai hamaare leye wahaan
Shaam aagaee hai laut ke ghar jaayain hum tu kya
Dil ki khalish tu saath raheygi tamaam umer
Dareyaa-e-gham ke paar uttar jaayain hum tu kya
arif nawaz aap hamesha yahi kaam kartay hain haar mahinay baad, phir jatay hain wapis ajatay hain , waisay janay ki khaas wajha ???waisay rules yahi hain forum k agar ap ko jana hai tu pls khamoshi say jaien Ye iss forum or sehar k Rules hain shayad aap phir bolgaye hain
khush rahiye jahan bhi rahiye
tumharay saath kia masala hai aur waqae main karela hi hogae hoon sakht batain ..
azad lagta hai tumharay ghar main karayla hi bahut banta hai lolzzz
[/QUOTE]
khair aik to hum be-ghar hain to karayla ka humray ghar main honay ka sawal hi paida nahi hota ... rahi baat app ki S. howay karayla honay ki to hum kia karain aap ko daikh kar karaylay ka hi taswar kar patay hain hum ....... :D puss sabit howa keh malsa humara nahi masla aap ka karayla hona howa ;)
Sakht batain ... humm badzoqi ki nishani hay .. aap ka zoq kabhi kabhi ghalti say acha rehta hay .. lehaza sakht bataon say perhaiz karain .. Adab
Chorrain jee humari bala say .. kia khayal hay jatay howay .. eik weekend humari taraf bhi ho jay .. humm may not be possible 4 u khair july main long weekend aa rahay hay ... i will drop by.