Is Imthehaan Main Hoon Dil Ka Bab Kis Ko Doon?
Nasaabay Ishaq Pay Likkhi Kitaab Kis Ko Doon?
Her Aik Shuks Ko Muj Say Bohaaaat Mohbbat Hai
Sawal Yeh Hai, Wafa Ka Jawab Kis Kooo Doon?
Mera Khaloos,Muhabbat Wafa Hai sab Kay Liay
Main Soochtta Hoon Lubay Lubab Kis Koo Doon
Meray Liay To Saaaaabhi Log Aik Jeasay Hain
Sakon Kis Ko Doon Main Iztraab Kis Ko Doon?
Hajoomay Hussan Kay Nurgay Main Soochtta Hoon Main
Kay Appnnay Haath Main Thamaay Ghulab Kis Ko Dooon?
Haar Aik Shakhas Ko Khush Rakkna Meri Adaaat Hai
Shabay Wisaaal Ka Pehla Azaab Kis Ko Dooooon???
Kissi Bhi Shakhaas Say Ranjish, Khlish Nahi Muj ko
Shaab_a_y wisaaal Ka Pehlaa Azaab Kis Ko Dooon?
Main Apnnay Saray Gunahoo’n ka MotaraaF Hon Magar
Wo Jaaaab Ghafoor Hai To Hisaaab Kis Koo Dooon?
Yeh Umer Bher Ki Kamai,Ye Shairee shahid!!!
Mai Kis Kay Naam Karoon Intsaab Kis Koo Doon??