Re: MY FIRST GHAZAL....
this gazal is so beautiful....................waisay mugh ko gazal likhna itna acha nahi aata mager yeah gazal perh kar kuch zehan main aaya hai agar ap ki ejazat to ek sher aur add kar doon...................
bay etebaree hai itnee mare wafa pay isko kay mere subha sham kay har kaam ka heesaab rakhta hai
ji ji bilkul jitnay chahain shers add kardain
and thx for aprction