mein rota rha
mein rota rha gum ko sharab mein dabota rha
ik dard bhari aas mein tamam umer khota rha
mein jalta rha hamesha baybasi ki aag mein
baymol merey ansoon ta daman jinmein bhigota rha
payar ka sila mila nhi, tere nafrat pa muja gila nhi,
yeh jung ageb te muja harna mein maza ata rha
yeh jo tera husan-0-jamal ha kudrat ka hasen kamal ha
kahan mere aese nain naksh tabi thokarein khata rha
ab rhe b to koi aas nahi ,han ishq ki muja ab payas nahi
tere qurbaton ka taveel dasht mein tanha hi bhatakta rha
kia pochatay ho mere yar ka, zalim ishq k khumar ka
ik saroor ha uska payar ka k bin piya mein bahekta rha
na jagraton ka hisab kia tumare qurbaton na bura hal kia
ajab dard-e-bawafai ha chot lagte rhe mein muskurata rha
mein rota rha gum ko sharab mein dabota rha
ik dard bhari aas mein tamam umer khota rha
regards
ra/en