well most of my friends used to say that i must write something.they think that i can write..today i was just attending my class of advance database systems,and it was 6 hours long..suddenly while attending it,i start writing it..and within 20 minutes i was having this…
aab to eik saal honey ko aaya hai
aaj wo shaks phir sey yaad aaya hai
afakatonn key ghaney pair taley
aab to fakat bewafayi ka saya hai
ye janta hai dil key aab na laut kar wo aye ga
phir bhi ye dil kiyoon na maan paya hai
tanhai ki tareki mein uski hi roshni hai
yadon neinn uski eik aur diya jalaya hai
aaj phir sey kisi nein kaha “tum merey ho”
mujh ko phir sey uska sitam yaad aaya hai
bhula doon ga usko to kehlaoon ga bewafa
isi khayal sey dil usko na bhool paya hai
tumhari yadoon key bhanwar mein phans gaya hai “my name here”
janey kab sey wo is sey nikal na paya hai
Re: my first effort..hope u will atleast see it..thanx!!
[QUOTE]
*Originally posted by Truth_Is_Beauty: *
well most of my friends used to say that i must write something.they think that i can write..today i was just attending my class of advance database systems,and it was 6 hours long..suddenly while attending it,i start writing it..and within 20 minutes i was having this...
aab to eik saal honey ko aaya hai
aaj wo shaks phir sey yaad aaya hai
afakatonn key ghaney pair taley
aab to fakat bewafayi ka saya hai
ye janta hai dil key aab na laut kar wo aye ga
phir bhi ye dil kiyoon na maan paya hai
tanhai ki tareki mein uski hi roshni hai
yadon neinn uski eik aur diya jalaya hai
aaj phir sey kisi nein kaha "tum merey ho"
mujh ko phir sey uska sitam yaad aaya hai
bhula doon ga usko to kehlaoon ga bewafa
isi khayal sey dil usko na bhool paya hai
tumhari yadoon key bhanwar mein phans gaya hai "my name here"
janey kab sey wo is sey nikal na paya hai