Mein manta hoon keg tujj ko paa nahin sakta
Tera khiyaal magar Dil seh jaa nahin sakta
Khabar nahin tere Jalwoon nein kiya tilssam kiya
Meri Nazar mein abb koyee Samma nahin sakta
<O:p
Khuda Karey keh Ansoon mein beh jaey
Who Dil Joh tujje apnna bana nahin sakta
<O:p
Mein Kar raha thaa Faqt Tujaraba Mohabbat ka
Abb Aisee Aag Lagee hai keh Bujja nahin Sakta.