tumhari biwi hai decent chichora? waisay username say to biwi aik impossibility lagti hai
… mager haan koi baat nahi … shadi say pehlay sab larkay sab larkiyon ka aur unki cheezoun ka mazaq uratay hain … aur jab shadi hoh jati hai … to phir apni biwi ka dupatta pakr k peechay peechay jatay hain aur haan mein haan milatay hain … aur jab koi aur phir mazaq urayay uski biwi ka … to phir drama kertay hain aur larai kertay hain .. k tum nay khabardaar meri biwi k baray aisi baat kahi tou …!!! ![]()