**Tery mery sapny ab aik rang hain:hehe:
PS:smack: Nikki ny dosron ky bary main pocha hy on ky bary main kiya khwab dykhty hu
jaise main dykhti hon ky Annu ny Gsup ki team ko aftari per bulay ahy or ham anwa o aqsam ky khanon sy behra mand ho rahy hain .
Bula tu liya magar patt anahi annu ghbra or pryshan kion ho raha hy hammin khaty dykh ker abhi main pochny lagti hon ky kiy amajra hy meri ankh khul jati hy:hmmm:
**
Agar ban giy tu (If dream came true)sab member khwaten ko on ky manpasand rang ki p*es muft taqseem kero gy
**PS: wahan amoman yehi masla zyry behas hota hy:hehe:
Gupshup kaa khawaab to mein ne aaj tak dekhaa hi nahi itna time hi nahi ke baad mein fazool baaton ko banda sochey.waisay I think Khawaab is a somewhat private matter so I am not comfortable disscussing and reality se to unb kaa waisay hi taaluq nahi hota
agar pehlay yeh thread dekha hota to koshish kar ke raat ko kuch na kuch dekh laiti… ab to subah ho chuki hai… filhal I’m dreaming ke shayad mera miyan mujhay kahin iftar buffet pe lay jaey
Main is tarha ki thread ka intezaar thori karta hoon, jab bhi dream dekhta hoon sab kuch kuch write down kar deta hoon yahaan per. And I dont hide names, and details… unlike girls