My dad was a ...

Re: My dad was a …

Sari hath ki safai hai. :smokin:

Re: My dad was a ...

Issi liyaay tum ghareeb hoo
Paisa haath ka mael hota hay

Re: My dad was a …

^aur woh mael saaf kar deti haiN safaai kaY bahaanaY :hehe:

Re: My dad was a ...

kisi ki ghurbat ka mazaq urana bohat buri bat hai. sad face

Re: My dad was a …

main tu issi liyaay haath nahi dhoota :dhimpak:

haath millao gay :devil: ??

Re: My dad was a …

wait a sec
on second reading I found this very offensive and untrue. :mad:

Re: My dad was a …

we are just discussing hygiene here :stuck_out_tongue:

Re: My dad was a …

phir kiyaa URaanaa buri baat naheeN hai?

bachpunn maiN sunnaa thaa kay patang aur kabootar uRaanaa bhee koi aisee achee baat naheeN hai.
meraY khiyaal maiN sirf hawaai jahaaz yaa helicopter uRanaa jaaiz hai.

Re: My dad was a …

^tumhary case mai kuch bhi jaiz nahi hai. :nahnah:

Re: My dad was a …

amaaN maiN tau nahaataa hee eid kay eid hooN :nuch:

MuaanQaa karo gey :hug: ?

Re: My dad was a …

aap ko baRaa pataa hai:hoonh:

Anwaariyaat maiN M.A. kiyaa hai kiyaa :snooty: ?

Re: My dad was a …

yar kam az kam jummay kay jummay KaPraa hi maar liyaa karoo :halo:

Re: My dad was a …

gosh sometimes I am so funny I kill myself. pait pakarr k hansing

Re: My dad was a …

pehn laitaa hooN, yeh kaafi naheeN hai :silly:

Re: My dad was a …

Khud farebi kee intehaa ho gayee :hoonh:

Re: My dad was a …

Yar KaProoN kay bhi jazbaat hotay hain
kya soochtay hongay baycharay :smack:

Re: My dad was a ...

khud farebi si khud farebi hai
daur k dhol bhi suhanay lagay......

Re: My dad was a …

kiyaa sochaiN gey.. fakhar mehsoos kartaY haiN :mash:

Re: My dad was a …

kiss dhol waalaY ko sunn liyaa thaa :hehe:

Re: My dad was a ...

^^hoonh
batiyan daikhnay wlai qaum