Apna kuch na rha
Zindagi mein apna ab kuch na raha
ik ko chaha woh bhi milgya zamana say
Halat ha ka rota huen ab be-dharak
Na bhola yeh gum aksar bhulanay say
Kasor tha ka ker betha payar tum sa
Na the khabar payar uth gaya zamanay say
Pal pal sapnay sajayeh in ankhuen mein
Pal sa pehla tora sapna tumna azmanay say
Na ke tum na koshish muja samajhne ki
umr bhar ka khuwab tha,nafrat mein thukraya jisay
Na shumar ratoon ka na hisab ansooyon ka
Intizar terey mein jaga ,misal-e-shama je say
Samjhaya bhut apno na ,ishq ik dard ha
Pana tha tumein ,larta raha jung naseebon say
Umer jitni mili ker betha tumare nam
gar afsos tum na niklay ana ka hijabon say
Ab lagta nahi dil duniyah mein-a-farhan
Darta huen ab aksar duniyah ka nizamon say.
Yeh tere bewafai ka waar be ageb tay
Kamal-e-zabt , muskurata rha zakhm khana say
Tum na to bana lia apni muhabbat ka gulistan
Hum bhatakte rahe aj tak bin saharon kay
Ate nahi ab moot ,zindagi naraz ha
Duk itna mila jese huen gunagaron say
Harpal Socha tumein ,tumare hi mang ke
Mein mangta rha tumein apna khudayon say.
Chaha parna tumein harf ba harf –e- kitab
Katey zindagi parte parte, tum nikla nisabon say
Ab raz-e-dil chupana sa kia faida farhan
Zakm-e-dil dikhnay laga hein chupaney say
Halat mre dekh, kay duniyah udas ha
nend,chen,sakon sab chor gaye sath, ik tre badal janay say.
Isay pachtawa kaho ,yah kaho babasi.
Khudara ! bachna sab kabhi dil lagana say.
Zindagi mein apna ab kuch na rha
ik ko chaha woh bhi milgya zamana say
feel free 2 comment and 2 crticise cause am in need of advice
regards
ra/en