Mutazila and rational Theology

The Mu`tazila and Rational Theology Part 1 - YouTube

Re: Mutazila and rational Theology

Peace Das Reich,

What is 'Mu'tazila'?

Re: Mutazila and rational Theology

musalmaanoN kaa ek firqa hai jiske nazdeek Qur'aan maKhlooq hai aur Allah Ta'aala kii tauHeed 'aqlan ma'loom kii jaa saktii hai. is liye, vaHee ke baGhair hii ahl-e-'ilm o Hikmat tauHeed par iimaan laa sakte haiN...Ma'moon Rasheed ke daur meN yeh sarkaarii mazhab ban gayaa thaa.

Re: Mutazila and rational Theology

Pr Qur'an mein kisi jaga Qur'an ko makhlooq nahi kaha giya.

Re: Mutazila and rational Theology


un se bhii poochhiye yehii sawaal jo log Pakistan meN Qur'aan se apni beTiyoN kii shaadiyaaN karte haiN...

Re: Mutazila and rational Theology

Ismat-e-Rasool-e-Khuda ko ghatanay k liye yeh firqa wujood main aaya tha! Magar aaj har jaga Khatam-un-nabiyeen ko maan nay walay maujood hain subhanallah!
Allah Sab se bara hai

Re: Mutazila and rational Theology

^
Beshak :k: