Ek sahab ko raat ko ek dakoo ka dhamki-amaiz phone aya.
**
Dakoo:** Agar tum ne paanch din main falane address per 6 lakh rupay nahi bhijwaye tou hum tumhari biwi ko aghwa ker lain ge.
Admi: mujhe afsoos hai ke main tumhara mutalba poora nahi ker sakoon ga lekin mujhe yakeen hai ke tum apna waada zaroor poora karo ge.