mut toot kay chaho ussey..

Rustey pe na baythoo kay hawa tung keray gi
Bichurey hoey logooN ki sada tung keray gi
Mut toot kay chaaho ussey aaghaaz-e-safur main
Bichurey ga tu hur aik Ada tung keray gi ………………

Bicharr gia hay to main bhi ussay bhula don'ga
Maron ga khud bhi, ussay bhi karri saza don'ga

Nice :k:

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Bicharr gia hay to main bhi ussay bhula don'ga
Maron ga khud bhi, ussay bhi karri saza don'ga
[/QUOTE]

ab itni karri saza bhi na daina.. ;)

Very nice.....

and azad jee nahi itni kari saza nahi hooni chahiya....

Wah :k:

sis bahut umdah

kuch na kuch shehar mein hone ka gumaan hota hai
jos ko paaya thaa ussay khone ka gumaan hota hai
jab se dekhee hain woh bheegi huwi aankhain noorie
hanste huwe chehroo pe bhi rone ka gumaan hota hai

nice :k:

very nice :k:

Nice Viva :~)