**
Mustqil Dard Ka Soda Hai Zara Narmi Sy,
“Qateel”
Kuch Riaayatt Bhi To Karty Hain Kharidar K Saath.**

Re: Mustqil Dard Ka Soda Hai Zara Narmi Sy
Sar dard ?![]()
Re: Mustqil Dard Ka Soda Hai Zara Narmi Sy
Ji ji…
jinka jadoo sir chaRh k bolta hy…wohi ye Dard dyten hyn:(
Re: Mustqil Dard Ka Soda Hai Zara Narmi Sy
Khareedaar ke saath ri'aayat kaa pahli baar sunaa hai...vyopaarii to gaahak kaa Khoon choosne pe pai dar pai aamadah koshaaN nazar aataa hai...abhii Haal hii meN Eid ke mauq'e pe shopping kar ke dekh hii liyaa hogaa! :(

Ji daikhty rehty hyn............
Lykin Kuch achay bhi hyn............jo riaayat bhi krty hyn
Re: Mustqil Dard Ka Soda Hai Zara Narmi Sy
**
Mustqil Dard Ka Soda Hai Zara Narmi Sy,
"Qateel"
Kuch Riaayatt Bhi To Karty Hain Kharidar K Saath.**
ek dard ke sath doosra muft muft