mustaqil kion udas rehta hun

https://fbcdn-sphotos-d-a.akamaihd.net/hphotos-ak-xpf1/v/t1.0-9/s480x480/10171838_307340726084944_99699009_n.jpg?oh=e1fc7b19c0a23f1cdec361f427d39234&oe=55BADD4F&gda=1435460003_2988de05320ab696cacc3f3024b61b74

Re: mustaqil kion udas rehta hun

choro uss kee yaad koh aur rus malai khao.

Re: mustaqil kion udas rehta hun

mardaan k pere
gulab jaman
ambala ka patisa
miyan channu k laddu
:yummy:
:yummy:

Re: mustaqil kion udas rehta hun

Yaad Aata Hay Tou KeoN gilla hota hay
Woh Jo Aik Shakhs Hum KO bhool Chuka Hota hay

:hinna:

Re: mustaqil kion udas rehta hun

gilla to nhai rona aata hy :snooty:

Re: mustaqil kion udas rehta hun

Woh Mairi Pahli Muhabat Woh Mairi Pahli Shikasat :bummer:

Phir to Paiman-e-Wafa 100 Martaba maiN Nay Kia :wink:

Re: mustaqil kion udas rehta hun

:hmmm: kia yi kia kia shair hua
phir 100 dafa kia kiya

Re: mustaqil kion udas rehta hun

Buhat Gahra She’r hay
2 ya 3 dafa parhain phir samjh maiN Aaya ga :wink:

Re: mustaqil kion udas rehta hun

bari mushkil urdu ka paper clear kia tha mene