LP
1
Mustaqil Khuwab Dekhta Hoon Main
Terey Baray Main Soochta Hoon Main
Ek Nai Simmt Chal Para Hoon Main
Ek Naya Baab Khoolta Hoon Main
Koun Mushkil Main Saath Deta Hai
Apnay Dukh Aap Jheelta Hoon Main
Yonh Bhi Hota Hai Ab Ussay Mil Kar
Apnay Baray Main Poochta Hoon Main
Lout Aatti Hai Saath Tanhai
Jab Kabhi Ghar Ko Loutta Hoon Main
Sach Pay Qayyam Hoon Is Liey Mohsin
Zinda Lehjay Main Boolta Hoon Main
Diva
2
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai

Nain
3
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
^smilie change hai lagta hai diva ney poetry pherhi hai ajj:cb:
Sach Pay Qayyam Hoon Is Liey Mohsin
Zinda Lehjay Main Boolta Hoon Main
wah 
ehsan
4
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
bauaht Aala.
LP
5
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai

system
6
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
good one
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
very good
Yonh Bhi Hota Hai Ab Ussay Mil Kar
Apnay Baray Main Poochta Hoon Main
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai

MAIN sadqay waaari
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
aap ko ni achi lagi?
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
haan kuch maza nahi aya…main nay baqi ghazal pay sochnay ka moka he nahi diya… 
LP
11
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
Khwab dekhna acha hota hai 
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
haan khuwab bunanana bhi bara dilkash lagta hai…
LP
13
Re: Mustaqil khwaab dekhta hoon mai
Yes :D