bananay ka tareeka baad main pehlay musicmaniac par aik kissa:
aik daffa musicmaniac ko bush mila, to he took her to the backyard of whitehouse udhar ja kar 1000 meter zameen khodi to bush kehta hai ye dekho hamaray USA mai 50 saal pehlay bi telephone tha.
3 saal baad jab BUSH musicmaniac ko milne khaaRian jata hai to udhar musicmaniac bush ko amo walay baag mai lay kar jaati hai, zameen khodna shuru karti hai after 3000 meter she is tired, she goes on, after 5000 meter jab kuch nahi ata to BUSH kehta hai OYE PAINDON MAINNU PAGAL BANA RAHI HAIN…to musicmaniac kehti ha no no look before 100 years we hare WIRELESS in our PIND.
(i know its an old joke, but just re-touched it with paindoo-ism and musicmaniac style)
musicmaniac old ho gaye to kya hoa jalti kiyo ho
maana kay tum dandlo ho par itna sarti kiyo ho
andar say muje itna na chaho kay dam nikal jaye
dua karo shadi ki akhir namaz pharti kiyo ho
shaadi ho gi maniac ki, karay gi wo sair, ho ga aik PIA ka JAHAAZ
phatima dekh nahi rahi do dil walay batain kar rahe hain
abhi to pyar ki shama jali hai, karne do is isqhe-e-bulandi ko PARVAAZ
kiyo banti ho tum hamesha do diloN kay darmiaan zaalim SAMAAJ
wo shama , wo jab halki si barsaat thi aur nazdeek thi jheel
jab tum bed say girri thi aur chubbi thi tumhe aik keel
aur tum nay kaha tha utha lo muje mere jaanu
warna bura ho ga , lay ayoongi mai faizy ko bana kar wakeel