mushkil

kitna mushkil hai manaana us ka
haye wo shakhs jo rootha bhi na ho
:hinna:
Source: Diva

Re: mushkil

to phir usay manany ki zaroorat kyon paish ie

Re: mushkil

kai log ese hi CHURAR MURRAR ho jaty hein

ab yi na puchan vo kia hota hy :blush:

Re: mushkil

nafsiyati log

Re: mushkil

khod to hoty hein per duron ko jo bana dete hein :(

Re: mushkil

nafsiati mareez

Re: mushkil

Moody loag ya woh loag jin se aap nay dil ki baat he na kahi ho woh jab baat na karain tou roothay roothay se lagtey hain.

Re: mushkil

pahle kuuchh aisaa kiyaa jaaye k vo rooThe phir manaane kaa kaam shuru hogaa! :)