**mushk us ki yaadon ki yun rachi mere lail o nihar main
humain shehr e dil ki veerani ka ehsaas tak na raha
khud ko azmany ki khatir lia tha imtehaan us ka
hansi hansi main yun barhay gi baat ehsas tak na raha
wo toR gaya dori wafa ki, sab moti bikhar gaye
ada ke zo’am main usay khata ka ehsas tak na raha
tham ke hath tera chaltay rahay taptay sehra main kab tak
saalon ki musafaton ki thakan ka bhi ehsaas tak na raha
dobay yun us husn-parast ki waraftgiyon main hum
dhal jaye ga umar ka chand ik din ye ehsaas tak na raha
teri judaai ke sab dard jab se seh liye hain hansty hansty
humain wehshat e doran ki takleef ka ehsaas tak na raha
anaa ki sulagti rahon pe chal paray hum kab, kese!
apnay jalty hoye sapnon ka bhi ehsaas tak na raha
maal o mata ki chah main daikho to ho gaye hain kia se kia
ghairon ki to choron humain apnon ka bhi ehsaas tak na raha**
Amal
March 24, 2011, 2:41pm
2
Re: mushk us ki yaadon gi…

Bohat umda ghazal hey IS … alfaaz bohat achey heiN aap ke paas … keep writing and keep sharing…
Re: mushk us ki yaadon gi…
Shukariya bas jee zra nawazi hai ap ki:cb:
jee i will
Re: mushk us ki yaadon gi…
aesomee .. it reallyu nice .. :k:
Re: mushk us ki yaadon gi......
**mushk us ki yaadon ki yun rachi mere lail o nihar main
humain shehr e dil ki veerani ka ehsaas tak na raha
khud ko azmany ki khatir lia tha imtehaan us ka
hansi hansi main yun barhay gi baat ehsas tak na raha
wo toR gaya dori wafa ki, sab moti bikhar gaye
ada ke zo'am main usay khata ka ehsas tak na raha
tham ke hath tera chaltay rahay taptay sehra main kab tak
saalon ki musafaton ki thakan ka bhi ehsaas tak na raha
dobay yun us husn-parast ki waraftgiyon main hum
dhal jaye ga umar ka chand ik din ye ehsaas tak na raha
teri judaai ke sab dard jab se seh liye hain hansty hansty
humain wehshat e doran ki takleef ka ehsaas tak na raha
anaa ki sulagti rahon pe chal paray hum kab, kese!
apnay jalty hoye sapnon ka bhi ehsaas tak na raha
maal o mata ki chah main daikho to ho gaye hain kia se kia
ghairon ki to choron humain apnon ka bhi ehsaas tak na raha**
v nice ... i liked it ... :D
Chalo Is Shaam Koi Aur Hi Kissa Sunate Hain
Chalo Is Shaam Usko Hum Sire Se Bhool Jaate Hain,
Chalo Is Shaam Koi Aane Wala Khwab Bunte Hai,
Chalo Is Shaam Kaliyan Nahi Kaanto Ko Chunte Hain,
Chalo Is Shaam Jashn-E-Tergi Hans Kar Manayein Hum,
Chalo Is Shaam Usko Phir Sire Se Bhul Jayein Hum...

achi kavish rahi..likhti rahiye IS..
khayalat bohat khoob haiN.. alfaaz ka chunao bhi acha hai..
salamat rahiye
system
March 24, 2011, 11:25pm
7
Re: mushk us ki yaadon gi......
Wow... Your such a good writer and I love the concept of ur ghazal too... KEEP POSTING :)
Re: mushk us ki yaadon gi......
bohat alaa inno...really don't have the words to apreciate you.
Re: mushk us ki yaadon gi…
Thanks Rabzzz:hugz:
v nice … i liked it …
Chalo Is Shaam Koi Aur Hi Kissa Sunate Hain
Chalo Is Shaam Usko Hum Sire Se Bhool Jaate Hain,
Chalo Is Shaam Koi Aane Wala Khwab Bunte Hai,
Chalo Is Shaam Kaliyan Nahi Kaanto Ko Chunte Hain,
Chalo Is Shaam Jashn-E-Tergi Hans Kar Manayein Hum,
Chalo Is Shaam Usko Phir Sire Se Bhul Jayein Hum…
Thank you Samii
aur chalo ab uni jatay hain
Shukariya Gul jee… agar ap aisay hi appreciate karti rahiin to inshAllah aur behteri aaye gi likhny maiin
aww..Thanks $ehar…
Shukariya Shazia jee…aur words dhond ke laain …
Re: mushk us ki yaadon gi…
Thanks Rabzzz:hugz:
Thank you Samii
aur chalo ab uni jatay hain
Shukariya Gul jee… agar ap aisay hi appreciate karti rahiin to inshAllah aur behteri aaye gi likhny maiin
aww..Thanks $ehar…
Shukariya Shazia jee…aur words dhond ke laain …
uni to rooz jata hoon … aaj kehi or chalte hain …
Re: mushk us ki yaadon gi…
haan chalo hospital chalty hain..meri friend ki granny gir gai hain un ko daikh aatay hain…
Re: mushk us ki yaadon gi…
u ki friend lady doc hai … :sid:
Re: mushk us ki yaadon gi…
nai lekin is waqt wo hospital main mojod hai
Re: mushk us ki yaadon gi…
phir nhi jana mjhe waha
Re: mushk us ki yaadon gi…
phir nhi jana mjhe waha
tum budhy ho jao ge doctor ke intezar main…waisy ho kia jao ge tum already budhay ho..
Re: mushk us ki yaadon gi…
chup kr jayoo .. koji shakal wali chipku churail …
Re: mushk us ki yaadon gi…
Re: mushk us ki yaadon gi…
:is:
jiia
March 26, 2011, 2:22pm
19
Re: mushk us ki yaadon gi…
zabadast :k:

Bhut Khoob :)