Musharrafs Qaumi Tarana

recd via txt… source unknown

Musharraf ki zameen shaad baad
bijli aee 8 ghantey baad

tu nishaney corruption alishaan
arz-e-musharrafstan

shad baad opposition barbaad

musharraf ki zameen ka nizaam
atey, gas aur biji ka bohraan

qom mulk sar khaey
chaudhry sahib paindabaad
shaukat aziz mulk sey firaar

parchamey sitara-o-hilal
khaun mein rangey sara saal
bhool apna maazi shan-e-haal jan-e-isteqlaal
saya-e-bambaar
sir pay sawar…

Re: Musharrafs Qaumi Tarana

:D