[ Murgi ]

ap kahan ho mommy? :frowning:

Re: Murgi ]

:smack:

GS ko khel ka maidaan banaya hua hai :smilestar:

Re: Murgi ]

beta mommy is waqt parh rahi hain. yaad nahin, mainay aap ko bataya tha keh main divorce procedures kay baray main parh rahi hoon, takay aap kay abba jaan, yaani Murghay :disgust: say divorce lay sakoon?

chalo, shabash, aap bhi jaa kar us light kay neechay baitho. Abhi tumhain hatch honay main buhat time para hua hai. Cook na ho jana kahin :smilestar:

Re: Murgi ]

If these were the cases then why couldn't you wait mommy :(
Now I am all alone :(
I need you mommy :(
kitna time parah hai hatch honay may?

Re: Murgi ]

wait for what mera beta? :kiss: chalo, shabash, seedha baitho. is tarhan gol gol na ghoomo. Chakar aa jain gain. Aur phir tum murghay kay bajaye milkshake ban jao gay :smack:

for more information about hatching timing, please consult my nick :chai:

Re: Murgi ]

uth kar baithoun then …? :blush:

Re: Murgi ]

aur phir soccer khailo :fifa:

Re: Murgi ]

may toot jaoun ga :(

Re: Murgi ]

nerf ball idiot :smack:

why doesn’t that stupid murgha take that child custody offer i gave him :disgust:

Re: Murgi ]

mommyy hates me :frowning:

bahir aanay dou to bataon ga :mad:

Re: Murgi ]

lol kiya hota ja raha hai yaha oai

Re: Murgi ]

Wooo he murgii kii aik tang :cb:

Re: Murgi ]

Hmmmm… Chicken & the Egg situation :ahaa:

Chaloo dono ko qaboo karta houn - Raat ko Chicken Jaal-Fraizy aur Subah ko Aam-Lait ka intezaam to ho hi jaey ga :yummy:

:desimunda:

Re: Murgi ]

awww…meray baitay nay apna naam change kar liye aur bataya bhi nahin. hai yeh bay rukhi. tauba tauba. kya pata tha mujhe yeh din bhi dekhna paray ga :teary1:

Re: Murgi ]

YAAR YEAH GS HAI YA MURGI KA GHAR

Re: Murgi ]

no one asked you :snooty:

Re: Murgi ]

AREY NARAZ KIYON HO RHAEE HO CHALO APNAY DARBAY MAIN

Re: Murgi ]

^ :rotfl: this thread is so funny

Re: Murgi ]

whts here going oon ......

Re: Murgi ]

:mad: