murgi nay 3 unday diyah aur dua karnay lagi
“Ya Allah naik aulaad dena”
Pehla unda toota,
chooza namaz parh raha tha..
doosra unda toota,
chooza tasbeeh parh raha tha..
Teesra toota hi nahi..
murgi pareshaan hogayee
unday sey awaaz aai
“Amma jaan pareshaan na hoN main aetikaaf main betha hoon”
![]()