
Murgi anda deti hai… …
anda to safed hota hai… ..
safed to milk bhi hota hai… .
lekin milk to bhens deti hai…
lekin bhens to kali hoti hai… …
us ka khun tu lal hota hai
lal to gulab hota hai… …
gulab main to kante hote hai… …
kante to machli main bhi hote hai… …
lekin machli to achhi hoti hai… …
achha to larki bhi hoti hai… …
lekin larki to dimagh se paidal hoti hai… …
lekin mujhe usase kya… …
mujhe to apka dimag khana tha ?
so kha liya…

Re: Murgi Anda Deti Hay 
LKK ur sucha psycho sometimes 
Re: Murgi Anda Deti Hay :D
larki achi nhi hotiiiiiiiiiiiii
Dania
8
Re: Murgi Anda Deti Hay :D
koi acha nahi hota..sab buray hotay hain..sab acha bannay ka pretend kartay hain bass :(
Re: Murgi Anda Deti Hay 
Dania bilkul correct bola 
Re: Murgi Anda Deti Hay :D
ye kya bakwas he........
Re: Murgi Anda Deti Hay 
bakwas nahi correct likha hay 
Re: Murgi Anda Deti Hay :D
ye sab hamen already pata he ap ne q zehmat ki
Re: Murgi Anda Deti Hay :D
very funny bakwas
Re: Murgi Anda Deti Hay :D
ap ny maan liya......very bad
Re: Murgi Anda Deti Hay :D
kuch nhi ......
Re: Murgi Anda Deti Hay 
in logoan ki aadat hai khamkha larkiyoan ko bura kehtay rehtay hain…
aur hum masoom inhain kch bhi nahi kehtien…
Pata tha to app ne read karne ki zahmat kiyon ki 
Thank you 
Mujeh Pata hay 
Oye hoy tum log kuch nahi kehtain
aray tum log to sab ko loot latain ho 
P.S. Aaaj ke din koi larai gagrah nahi 