Murghey kee faryad

Eik aadmi ney apni murghion say kaha “Agar tum sub nay kul 2-2 anday na diye toh mein aap ka woh haal karun ga joh Zardari na apni awam ka kiya howa hai”

Aglay din aadmi nay dekha kay sub mughiyon any 2 anday diye thay, sirf eik any 1 aanda diya tha aur uss kee ankhon mein ansoo thay. Aadmi ghussay say bola “tum nay eik hee andaa diya?”

Toh uss nay kaha "Jee yeh bhi Zardari kay durr say diya hai warn mein toh murgha hoon. " :smiley:

Re: Murghey kee faryad

Phir uss murghe ka naam missing persons ki list main aa gaya hoga :(

Re: Murghey kee faryad

:hehe: nice one EB

Re: Murghey kee faryad

Hahahaha :rotfl:

Re: Murghey kee faryad

:hehe:

iss per ek indian politicians wala joke yaad agaya…jime har politician gaay ka dudh alag alag miqdar me nikalta hai…aur sabse kum laalu prasad yadav…jab unse puchha jata hai to wo kehte hai ke mujhe to bail(bull) de diya gaya tha dudh nikalne ke liye

Re: Murghey kee faryad

:omg:

Re: Murghey kee faryad

lalu parsad se yaad aya :


Restored attachments:

Re: Murghey kee faryad

^ :hehe:

Re: Murghey kee faryad

Ek angrez :hamare yanha ek bachcha bina ek taang ke paida hua ...fir usko prosthetic leg laga diya ussne olympic me gold jita

Indian:Hamare yanhaa ek bachcha bina sar ke paida hua uske sar ki jagah Nariyal(coconut) lagaya bara hokar wo railway minister bana(lalu prasad)

Re: Murghey kee faryad

:hehe:

Re: Murghey kee faryad

:)

Re: Murghey kee faryad

:D

Re: Murghey kee faryad

:bizz:

Re: Murghey kee faryad

:D

Re: Murghey kee faryad

:hehe: