Re: ► Murday Key Wakalat ◄
But he is not doing Talqeen :cobra: He is doing wakalat and saying mairay baitay parho shabash parho ![]()
woh to aap kissi bhi non-muslim key site par chali jain to unhoon nay bhi apnay aap ko saheeh sabit karnay kay liye tawaileen ghari hoi hain
inn childish cheezoon par hansi he aai gi aab mujhay ![]()
kia yah bhi minhaj ul quran key web site par hay
… Waisay Aalima Sahiba baghair sochay samjhay kissi par ilzaam lagana bhi udhar likha howa hay ?