P_G
1
Mukammal Do hee DaanoN per ,yeh tasbeeh-e-Muhabbat hai
Jo ayee Teesra Dana ,yeh Doree toot jaate hai
Muqarar Waqt hota hai ,Muhabbat ki NamaazooN ka
**Ada jin ki nikal jayee ,Qaza bhi choot jaati hai **
Muhabbat Ki NamaazooN main, Imamat aik ko sonpo
Isay ta’knay ,ussay ta’knay say, Ne’yat Toot jatee hai
Muhabbat dil ka** Sajda** hai , Jo hai Toheed per Qaaim
Nazar k Shirk Waaloon say, Muhabbat rooth jate hai
Re: Muqarar Waqt hota hai ,Muhabbat ki NamaazooN ka
:k:

Ever green :k:
Re: Muqarar Waqt hota hai ,Muhabbat ki NamaazooN ka
its beautiful..
P_G
6
Re: Muqarar Waqt hota hai ,Muhabbat ki NamaazooN ka
mainy ajj tak is say zyada khoobsoorat nazam nahi perhee
Re: Muqarar Waqt hota hai ,Muhabbat ki NamaazooN ka
how true : ) nice sharing
diwana
8
Re: Muqarar Waqt hota hai ,Muhabbat ki NamaazooN ka
Wah!

Waah ji.. bohot alaa
Each n every line is superb.............Jazak Allah 4 sharing