Muqadr kay sitaron par
Zamanay k isharon par
Udasi kay kinaron per
Kabhe veran sehraon may
Kabhi sunsan galyon main..
Kabhi hairan aankhon main
Kabhi bejan lamhon main
Tumhari yaad holay say
Koi sargoshi kerti hay
Ye aankhyn bheeg jati hyn
Doo ansoo toot girty hyn
Main palkon ko jhukate hun
Bazahir muskurati hun
Faqat itna he keh pate hun
Mjhay kitna sataty ho
Mjhay tum yad atay hoo
Bohot he yaad aty hoo…
Re: Muqadr kay sitaron par
really niceeeee :k:
Re: Muqadr kay sitaron par
nice too..
Re: Muqadr kay sitaron par
thanks :aliyish:
Re: Muqadr kay sitaron par
awsom
babri
6
Re: Muqadr kay sitaron par
Khobsort Sharing …:k:
Re: Muqadr kay sitaron par
Thanks** batool** n babri
Daanie
8
Re: Muqadr kay sitaron par
nice sharing :)
Re: Muqadr kay sitaron par
good one
dard1
10
Re: Muqadr kay sitaron par
very nice