***Mujh ko dolee main bitha dar k hawalay kar day
meri maan mujh ko muqadar k hawalay kar day
aab yah ahsas k duniya main mera koi nahe
janay kab mujh ko sumnadar k hawalay kar day
is qabeelay se nahe main k jo apni larky
jung k khoof se laskar k hawalay kar day
mujh se mil kar use mahsos howa asay
jasay khudh ko koi pather k hawalay kar day
ghomanay phirnay ka hal rakhti hay phir b titali
kis lie khudh ko gule tar k hawalay kar day
kahli kamrae main paray rahnay se bahtar ho ga
aye qamar khudh ko bharay ghar k hawlay kar day***