**Kurb k shehar mein reh kar nahi dekha tu ne…! **
**Keya guzarti rahi hum par nahi dekha tu ne…! **
**Ay mujhay sabar k Aadaab sikhanay walay… **
**Jab wo bichra tha wo manzar nahi dekha tu ne… **
**Tu ne dekha hai muqaddar ka sitara shayad… **
Par sitaray ka muqaddar nahi dekha tu ne.