munzil kay musafir
munzil ka pata day mujh ko
hooti hay shooroh kahan sa
ikhtitaam hay is ka kahan per
rahi hoon mein bhi is benaam rastay ka
chal raha hoon,bhutuk raha hoon,thuk gaya hoon
dhoodta hoon apnay hum nashenoon ko
munzil ki talash mein rastay mein khoo gaya hoon
na maloom rastay ka mein musafir
apni pehchan ki talash mein chalay ja raha hoon
munzil kay musafir
munzil ka pata day mujh ko
janay hay kis turahan yah bata mujh ko
rekhta hoon kadam jahan per wahan say bhutuk raha hoon
bata ker meri benaam munzil ka naam
mujh per ehsaan ker day
munzil kay musafir
munzil ka pata day mujh ko
[QUOTE]
*Originally posted by Dr. Sahiba: *
munzil kay musafir
munzil ka pata day mujh ko
hooti hay shooroh kahan sa
ikhtitaam hay is ka kahan per
rahi hoon mein bhi is benaam rastay ka
chal raha hoon,bhutuk raha hoon,thuk gaya hoon
dhoodta hoon apnay hum nashenoon ko
munzil ki talash mein rastay mein khoo gaya hoon
na maloom rastay ka mein musafir
apni pehchan ki talash mein chalay ja raha hoon
munzil kay musafir
munzil ka pata day mujh ko
janay hay kis turahan yah bata mujh ko
rekhta hoon kadam jahan per wahan say bhutuk raha hoon
bata ker meri benaam munzil ka naam
mujh per ehsaan ker day
munzil kay musafir
munzil ka pata day mujh ko
Amarbail jii dil tu karta hai k apna nick ap co day don… lakin ya mera fave nick hai is lieya nahin day sakta..
ap zara ghoor farmaoo tu pata lag jay ga k main ne zaroor kis bat par deya hai ager phir be samaj na ay tu