Munir niazi jawab aaisa tha

Who nazar aye they—khuwab aisa tha
Mujhko rula kar gaya—janaab aisa tha

Main bekhudi mein unsay sawaal kar baitha
Suna na gaya mujh say jawaab aisa tha

Meri palkain bhi baha kar lay gaya
Meri aankhon ka sailaab aisa tha

Bhoolnay waalon ko yaad hi karta raha
Munir naam ka khaana kharaab aisa tha

**Munir Niazi
**

Re: Munir niazi jawab aaisa tha

Ahha,, kia yaad dila diya apne,, Sid,,,

Wo to jan le ke bhi wesa hi subak nam raha
Ishq ke baab mai sab jurm humarey nikley

Re: Munir niazi jawab aaisa tha

bahot khoob…:k:

Re: Munir niazi jawab aaisa tha

:k: