munda jawan ho gaya

munda jawan ho gaya :smokin:

kuri jawan ho gae :nuch:

munday nay love letter likha :slight_smile:

mundi ko letter pasand nahi aaya :what:

gussay say us ka para charh gaya :mad:

munday jnay jaldi say :flower1: paish kiya

aur kuri :blush: ho gae

phir :love:

kahani khatam shud :slight_smile:

Re: munda jawan ho gaya

:konfused: kia hoo gaya

Re: munda jawan ho gaya

Sab jhoot hai maine aesa kuch bhi nahin kiya :snooty:

Re: munda jawan ho gaya

kheir to hey na kuch dino se beri is kisem ki kahaniyaan songs pusnd aye he ja rhey hein
kitniwi baar hey yeh ap ki

Re: munda jawan ho gaya

kaheen khawateen digest to naheen parhtay aap..::confused:

:cb:

Re: munda jawan ho gaya

chupanay ka koi faida nahi baray bhai sahab ko sab bata diya hai mei nay :stuck_out_tongue:

Re: munda jawan ho gaya

^^ lolzz 3 aurten 3 kahaniyaan :p

Re: munda jawan ho gaya

koi pachas saath bar tou aisa ho hi chuka ho ga :D

Re: munda jawan ho gaya

:eek: maine aesa kya kar diya jo mughe hi nahin maloom, aur mere bhai se kyun kaha u chugal khore :bailan:

Re: munda jawan ho gaya

:hehe:

nahi teeen aurten aik mard kahani :cb:

Re: munda jawan ho gaya

wahi jo chori chupay kiya tha sahelay samandar per :stuck_out_tongue:

Re: munda jawan ho gaya

**DM **toh decent munda yeh aap kee bhee story hay
:hmmm:

Re: munda jawan ho gaya

huh! Iq whts this?

is this ur life story

Re: munda jawan ho gaya

munde ki shaadi karwado!:balley:

Re: munda jawan ho gaya

:clap:
impressed
veryyyyyyyyy experienced
:bailan:

Re: munda jawan ho gaya

bhai agar pachas ( dast ) lag gaey hain tou toilet main jaa kar baithoo yahan kiya kar rahay ho :mad:

Re: munda jawan ho gaya

IQ :eek: sahele samandar per 2 haftay se nahin gaya hon jhootay :bummer:

BB: mughe aesa na dekho kuch kuch hota hai :stuck_out_tongue:

DA : tum haan kar do na :wink:

Re: munda jawan ho gaya

shaadi kaha tha…barbaadi nehi :smooth:

by the way…aaj baji ki mehndi hai :blush:

Re: munda jawan ho gaya

Aap karvaa do yahan tou hum apnay liay parayshaan hain :bummer:

Re: munda jawan ho gaya

nah jaan the girl in my story hasn’t agreeed yet :frowning:

tum razi ho jao na :blush: