Munchalay ka soda

**Shadi ka waada kiya Parveen se
Warna mohubut to thee Nasreen se

Anjane mai kah diya sub Mahreen se
Kia haal hua thaa poocho Samreen se

Ub umeed hey sirf Noreen se
Laikin baat banay gi Farheen se**

ye to life 1 mai hona chaiye ... kisi ko girls kay naam chaiye udhar :D

Re: Munchalay ka soda

ohhhhh waah ji.....?

Re: Munchalay ka soda

yeh aap beeti ???

interesting hai :D

Re: Munchalay ka soda

^:D

aap beeti hoti tu mai muncho nahi munchala hota
thanks for the comments g

Re: Munchalay ka soda

:hehe:

Re: Munchalay ka soda

shukriya sub k grinz ka :)