mumkin hai.......

abhi teray sabhi ehkaam ki taameel mumkin hai
dil-e-nadaan,nai dunyaaon ki tashkeel mumkin hai
tujhay dekha, tujhay chaha, magar haasil na kar paaye
kahan saaray iradon ki bhala takmeel mumkin hai.

Re: mumkin hai…

:k: very niceeee, i like itt!! :k: thanx 4 sharin! :slight_smile:

apni dunya aap peda kar agar zindon mein hai
sirr-e-aadam hai, zameer-e-kun fikaan hai zindagi

nice! :k: