Hai Yeh Mumkin Keh Talab Gah-e-Mohabat Main Kabhi
Dil Key Gehraii Say Too Nay Mujhay Chaha Hee Na Hoo
Umer Bhar Saath Raheen, Saath Jeeain, Saath Chulain
Inn Duaoun Kay Liay Haath Uthaya Hee Na Hoo
Meiji
Hai Yeh Mumkin Keh Talab Gah-e-Mohabat Main Kabhi
Dil Key Gehraii Say Too Nay Mujhay Chaha Hee Na Hoo
Umer Bhar Saath Raheen, Saath Jeeain, Saath Chulain
Inn Duaoun Kay Liay Haath Uthaya Hee Na Hoo
Meiji
lo kaR lo gal muddi g ab tu ap ko dua per be yaqeen nahi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
…(wesay ap ko ye sab asleait kesay pata chalie )
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
any way bohat khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
meri talab tha eik shakhs, woh jo nahiN milla tou phir
haath dua se yoon gira bhool gya sawal bi!
Sniff Sniff
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
and Nasir Kazmi says…
safar-e-manzil-e-shab yaad nahii.n
log ruKhsat huye kab yaad nahii.n
dil me.n har vaqt chubhan rahatii thii
thii mujhe kis kii talab yaad nahii.n
vo sitaaraa thii ke shabanam thii ke phuul
ik suurat thii ajab yaad nahii.n
aisaa ulajhaa huu.N Gam-e-duniyaa me.n
ek bhii Khvaab-e-tarab yaad nahii.n
bhuulate jaate hai.n maazii ke dayaar
yaad aaye.n bhii to sab yaad nahii.n
ye haqiiqat hai ke ahabaab ko ham
yaad hii kab the ke ab yaad nahii.n
yaad hai sair-e-charaaGaa.N “Nasir”
dii ke bujhane kaa sabab yaad nahii.n
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
~ ~Do not ever make fun of other people’s dreams,
love deeply and with passion.
You may get hurt, but it is the only way to live your life to the full ~ ~
Nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
keep it up
Mumkin hai keh tujhko ab tak kHaak Nazar na ataa ho
Waqt Balaa ka Shaatir hai,chaaleiN badaltaa jaaiga
**Wo Ilm de jo kItaaboN se Be-Niaaz kare
Wo Aql de ke do Aalam meiN Sarfraaz kare
Mujhey to is se gHarz hai keh Raazi ho Dilbar
Yeh kaam Qais´ kare ya koi Aiyaaz´ kare
**
waah very nice muddi ge
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï