Multan ijtimah cancel

Intiha e afsos k sath elan kiya jata hai k Dawat e islami ka benalaqwami ijtimah jo k madinatul auliya multan shareef main 23,24,25 oct ko munaqid hona tha mulki halat k pesh e nazar multawi kardiya gaya hai tamam islami bhai in tareekhoun main madani qafiloun main safar farmain