mulk ka bigaaR

Re: mulk ka bigaaR

bas duaen hi reh jati hein

Re: mulk ka bigaaR

SaRdi kiyon een dua cha kar

Re: mulk ka bigaaR

bas do hi to kam hein hamary mulk k kliay jalna
phir dua kerna phir jalan phir dua kerna

Re: mulk ka bigaaR

leh aidi tuun mohib e watan:hoonh:

Re: mulk ka bigaaR

GO Nawaz, GO!
GO Maulana Diesel, GO!
GO Zardari, GO!

teenoN categories cover kar diiN maiN ne…hai na? :hehe:

Re: mulk ka bigaaR

:nahi:

2 to theek

magar
3sra shara’i faqeer nahi hai:p

Re: mulk ka bigaaR

jis ko tawakkul ho wo logon se kiyun maange ga?

mujhe Hazrat Moosa (AS) ka ik qissa yaad aa gaya.

aap(AS) ne Allah se poocha: ‘tumhe apne bandon main sab se pyara kon hai?’

Allah ne ik bande ka pata bataya, jo bayabaan main paRa huwa tha. uske ird gird keeRe makoRe the, jin ke wo maar nahin raha tha. agar koi keeRa ulat jata to usko seedha kar ke uski jaga per rakh deta. Hazrat Moosa ne uss shakhs se poocha main aap ke liye kuch kar sakta hoon, uss ne kaha mujhe pani laa den.

Hazrat Moosa pani le kar aae to dekha wo shakhs mar chuka tha aur uss ke jism ko keeRe makoRe kaat kha rahe the… Hazrat Moosa ne Allah se poocha ‘kiya tu apne piyaron ka aisa haal karta hai?’ Allah ne farmya ‘haan, jab banda mujhe chhoR kar Moosa se mangta hai, uss per bharosa karta hai, tab main aisa hi haal karta hoon’.

Re: mulk ka bigaaR

In 3no ka apis mein relation kaise hy :konfused: