mulaqaat

lab per hay faryaad
our bas hay itna yaad
kuch din ki mulaqaat
wo dil sat dil ki baat
ik baar hoa tha pyar
our dil tha beqarar
wo lambi lambi raatein
wo sari pyaar ki batein
wo lamha kitna pyara tha
jab tum nay mujhay pukara tha
lakin wo lamhay chotay
wo saray bandhaan totay
tum ham say ho gay door
ham gham say ho gay choor

Masha Allah bohat achay.... thanks for sharing

Khoob… :k:

kia bat hay aap ki :k:

good one

Buhat Khoob:k:..
:flower1:..