Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Abhi Kamsin Ho Rehney do, Kahin Kho Do Gi Dil Mera
Tumhary hi Liye Rakha hai, Le Jana Jawaan ho Kar

Na Kamsin Hun Na Nadaan Hun, Muhabbat ko Samajhti Hun
Tumhaara Kya Bharosa hai, Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Receipt banwa lena, nahi mukray sakta phir

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

nice :k:

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

corruption !!!
beychari receit kya kareygi :hinna:

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

abhi se itni be ehtabari

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

itney qissey sunay hain..be eitebari is better...
kehte hain na prevention is better than cure :p

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

bachpan mein hi itne qissay sun leay:confused:

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

ab tou cartoons mai bhi aise qissey atay hain :hehe:

but she said this “**
Na Kamsin Hun Na Nadaan Hun, Muhabbat ko Samajhti Hun”**

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Na Kamsin Hun Na Nadaan Hun, Muhabbat ko Samajhti Hun
Tumhaara Kya Bharosa hai, Mukar Jaao Jawaan ho Kar

jawani bachpan k baad hi aati hai na

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Yeh bachpan mein hee kya ho raha hai. :emmy:

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

zara socheay

bachpan mein yeh lachhan
jawani mein kya ho ga

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

poetry post ho rahi hai :hehe:

jawani mai koe aur kaam dhond lainge…issey tou bore ho jainge :stuck_out_tongue:

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

ye to bachpan ki muhabbat lagti hai

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Bohat Khoob.......

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

bachpan mai khilonay se hoti hai mohabbat

:hat:

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Bachpan main mujhe choozon aur billi dono se muhabbat thi.. choozon ko billi kha gai aur billi ko paRos walon ne unke kabootar khane per maar dia :frowning:

Mera pehla pyar adhoora reh gaya LP.. :omg:

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Dil bhi to khilona hi hota hy ziyada`ter logon k liya…

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

:naak: mera pehla pyar mere color pencils thay aur aaj tuk kuch color pencils rakhi hain UKG ke :sid:
mera pehla pyar kamyab raha..:wub:

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

:crying: sach kahaaaaa

Re: Mukar Jaao Jawaan ho Kar

so sad…