Kabhi Bejaan Lamhoon Par
Tumhari Yaad Holay Se.
Koi Sargoshi Karti Hay
Ye Palkain Bheeg Jaati Hain.
Do Aansoon Toot Girtay Hain
Main Palkoon Ko Jhukata Hon.
Bazahir Muskurata Hon
Faqat itna He Kehta Hon.
Mujhe Kitna Satatay Ho.
Mujhe Tum Yaad Aatay Ho
Re: mujy tum yaad aaty hoo
Zabardast … :k:
Re: mujy tum yaad aaty hoo
…aashiqi ka pahla step … keep it up munna :k:
Re: mujy tum yaad aaty hoo
nice superbbbbbbbbbbb ![]()
Re: mujy tum yaad aaty hoo
Wah!
Re: mujy tum yaad aaty hoo
realy nice